Aligarians - aligarians.com

General Information:

Latest News:

ab bhalaa chhoR ke ghar kyaa karte 22 Dec 2009 | 06:16 pm

ab bhalaa chhoR ke ghar kyaa karte shaam ke vaqt safar kyaa karte terii masruufiyateN jaante the apne aane kii Khabar kyaa karte (masruufiyateN : engagements) jab sitaare hii nahiiN mil paaye le...

maskan-e-maah-o-saal chhoR gayaa 12 Nov 2009 | 10:34 pm

maskan-e-maah-o-saal chhoR gayaa dil ko us kaa Khayaal chhoR gayaa (maskan : abode; maah-o-saal : months and years) taazah-dam jism-o-jaaN the furqat meN vasl us kaa nidhaal chhoR gayaa (taazah-d...

ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN 1 Jun 2008 | 09:06 pm

ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN sab ke dil se utar gayaa huuN maiN (hunar : skill) kaise apnii haNsii ko zabt karuuN sun rahaa huuN ke ghar gayaa huuN maiN (zabt : control) kyaa bataauuN ke ...

kab uskaa visaal chaahiye thaa 28 Apr 2008 | 01:38 pm

kab uskaa visaal chaahiye thaa bas aik Khayaal chaahiye thaa (visaal : meeting) kab dil ko javaab se Gharz thii hoNToN ko savaal chaahiye thaa shauq ek nafas thaa aur vafaa ko paas-e-maah-o-saal...

badan ke donoN kinaaroN se jal rahaa huuN maiN 13 Oct 2007 | 08:56 pm

badan ke donoN kinaaroN se jal rahaa huuN maiN ke chhuu rahaa huuN tujhe, aur pighal rahaa huuN maiN tujhii pe Khatm hai jaanaaN mire zavaal kii raat tuu ab tulu bhii ho jaa, ke Dhal rahaa huuN mai...

sochtaa huuN ke mahfuuz kar luuN ise apne siine meN lafz-o-bayaaN kii tarah 19 Sep 2007 | 11:56 pm

sochtaa huuN ke mahfuuz kar luuN ise apne siine meN lafz-o-bayaaN kii tarah thoRii hii der meN yeh mulaaqaat bhii Khatm ho jaayegi daastaaN kii tarah (mahfuuz : safe; lafz-o-bayaaN : words and descr...

shola-e-ishq bujhaanaa bhii nahiiN chaahtaa hai 12 Sep 2007 | 09:34 am

shola-e-ishq bujhaanaa bhii nahiiN chaahtaa hai vo magar Khud ko jalaanaa bhii nahiiN chaahtaa hai (sholaa : fireball) us ko manzuur nahiiN hai mirii gumraahii bhii, aur mujhe raah pe laana bhii n...

Khataa maine ko’ii bhaarii nahiiN kii 24 Aug 2007 | 09:44 am

Khataa maine ko’ii bhaarii nahiiN kii amiir-e-shah’r se yaarii nahiiN kii (amiir-e-shah’r : powerful people of the city) kisii mansab kisii ohde kii khaatir ko’ii tadbiir baazaarii nahiiN kii (ma...

mutafarriq ashaar – Muzaffar Hanfi 15 Jun 2007 | 12:03 pm

sitam-rasiidaa hai Hindustan meN Urdu isii zubaan meN Hindustan ziyaadaa hai (sitam-rasiidaa : persecuted) ——— ucchal paRtaa hai saayaa aur mujhko Dar nahiiN lagtaa ko’ii aaseb ho insaan se baRh ...

sach baat maan leejiye chehre pe dhuul hai 14 Jun 2007 | 12:03 pm

sach baat maan leejiye chehre pe dhuul hai ilzaam aaiinoN pe lagaanaa fizuul hai (ilzaam : accusation; fizuul : useless) terii navaazisheN hoN to kaaNTaa bhii phuul hai Gham bhii mujhe qubuul, Khu...

Related Keywords:

urdu poetry, ghazals, urdu ghazals, faiz ahmed faiz, parveen shakir, ahmed faraz, e khabar, mardani asraat, ameer minai poetry, banjara nama urdu

Recently parsed news:

Recent searches: